
Shaohar ke huqooq dar asal biwi ke faraa’iz se ibaarat hain, Islam ne auraton ke zimme kuch akhlaqi wajibaat bhi rakhen hain, masalan apne bachon ko dood pilana, umoor-e-khana dari ko anjaam dena waghairah. Rasoolullah ﷺ Hazrat Ali-o-Fathima (raziyallahuanhuma) ko nasehat farmate hue khaangi umoor ko taqseem farmaya hai keh Hazrat Ali(raziyallahuanhu) bahar ke kaam مزید پڑھیں