Shari’at mein biwi se kuch maal le kar us ko nikah se azad karne ka naam khula hai Allah ta’ala ka irshad hai Agar tum log khaof mehsoos karo keh miyan biwi Allah ta’ala ki hudood ko qayim nahi rak sakeinge (huqooq-e-zaujiyat neez is se mutalliqah shar’ee ahkam ko pura nahi kar sakein ge )- مزید پڑھیں
زمرہ: Roman English
Roman English
Teen Talaaq Talaaq-e-Mughallaz
Saaf lafzon mein kahe ke “main ne tujhe teen talaaq di” ya teen baar alag alag waqt mein lafz-e-Talaaq kahe,ya teen martaba Talaaq Talaaq Talaaq… kahe aur teen ki niyyat kare us ko Talaaq-e-mughallaz kehte hain. Teen talaaq dena sakht gunaah hai aur Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam ki narazgi ka sabab aur shari’at ka mazaq مزید پڑھیں
Talaaq dene ka sahi tareeqa
Talaaq dene ka sahi tareeqa Talaaq-e-ahsan Shari’at ne talaaq ke aadaab-o-ahkaam bhi bataye hain keh talaaq kis waqt di jaye aur kitni di jayein? Talaaq ke silsile mein Qur’an-e-majeed ne yeh usool bataya keh talaaq dete hue bhi husn-e-sulook ko malhooz rakha jaye. A Talaaq is tarha na di jaye ke iddat taveel ho jaye, مزید پڑھیں
Izdiwaji uljhanon ka hal
Izdiwaji uljhanon ka hal: Khuda na khasta nikah ke baad miyan biwi ke darmiyan kuch ikhtilaf paida hojaye, to qu’ran-e-majeed ne is ka bhi hal bataya hai keh pehle samjhaya jaa’e, naseehat se kaam liya jaye, us ke bawajood biwi sedhi raah ikhtiyar na kare, to chand din bistar alag karliya jaa’e. Isi ko qu’ran-e-majeed مزید پڑھیں
Talaaq_Islami nuqta-e- nazar
Talaaq _Islami nuqta-e- nazar:Shari’at mein nikah ek qabil-eihtiram aur muqaddas rishta hai, Islam chahta hai keh jis mard-o-aurat ne nikah ki surat mein ek saath zindagi basar karne aur ek dusre ke saathi bankar rehne ka ahad kiya hai. Woh is par hamesha qayim rahein aur mamuli mamuli baton aur choti choti uljhanon mein ulajh مزید پڑھیں
Biwi ka susrali rishtedaaron ke saath bartau
Biwi ka susrali rishtedaaron ke saath bartau: Ladki ko chahiye keh woh susrali rishtedaaron ke saath khidmat, ikram aur husne sulook ka mu’amala kare,bataure khaas shaouhar ke walidain aur shaouhar ke bhai behnon ke saath accha bartau kare- Shaouhar ke rishtedaaron ke saath husne sulook,shaouhar hi ke saath husne sulook hai shaouhar ke rishtedaron ke مزید پڑھیں
Nisbati biradaraan ke saath husne sulook
Nisbati biradaraan ke saath husne sulook: Um-mul mu’mineen Umme Habiba(raziyallahu anha) ke bhai hazrat Ameer-e-Mu’aaviyah(raziyallahu anhu) hain aap ko Rasoolullah sallallahu alaihi wasllam ne katibeene wahi ki jama’at mein shamil farmaya Ek martaba huzoor sallallahu ﷺ hazrat Mu’aaviyah ko sawaari per bitha kar kaheen tashreef leja rahe the, Aap allallahu alaihi wasllam ne poocha Mu’aaviyah! مزید پڑھیں
Susrali rishtedaaron ke saath husne sulook
Susrali rishtedaaron ke saath husne sulook :Allah ta’ala ne insan ke liye do(2) rishtedaariyan banayi hain: nasabi rishta, susrali rishta, in donon rishton ke zariye insan ko ek tarha ka khandani hisaar,quwwat aur ta’aawun haasil hota hai, yehi wajhe hai keh Allah ta’ala ne Qur’an-e-paak mein in donon rishton per ihsaan jitlaya hai. Al Furqan:54 مزید پڑھیں
Nek biwi ki chaar sifaat
Nek biwi ki chaar sifaat:izdiwaji zindagi ko khush gawaar aur pur sukoon banane ke liye biwi ka kirdar bhi aham hota hai, is liye biwi ke liye in sifaat ko apnana nihayat zaroori hai jinhe rasoolullah ne batare namoonah bayan farmaya hai. Chunanche aap sallallahu alaihi wasllam ne irshaad farmaya Duniya ka behtareen khazana nek مزید پڑھیں
Khush gawar izdiwaji zindagi ke usool
Khush gawar izdiwaji zindagi ke usool Nikah ka maqsad miyan biwi ka pur suoon izzat-o-iffat ki zindagi guzaarna hai pur sukoon zindagi guzaarne ke liye ek dusre ke huqooq ki adaa’igi aur ek dusre ke saath akhlaqi fara’iz ka muzahara bhi zaroori hai- Baaz khavind aksa-o-beshtar na munsib rawiyyah aur na munasib harkatein ikhtiyaar karte مزید پڑھیں