
Saaf lafzon mein kahe ke “main ne tujhe teen talaaq di” ya teen baar alag alag waqt mein lafz-e-Talaaq kahe,ya teen martaba Talaaq Talaaq Talaaq… kahe aur teen ki niyyat kare us ko Talaaq-e-mughallaz kehte hain. Teen talaaq dena sakht gunaah hai aur Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam ki narazgi ka sabab aur shari’at ka mazaq مزید پڑھیں